⚡ 🔥 पहली 10 राइड्स 100% फ्री — बिना किसी पेमेंट के टेस्ट करें! ज़ीरो आईडी बैन गारंटी.फ्री में टेस्ट करें →
RiderSaathi
शुरू करें
Shuru karne ke liye

RiderSaathi shuru kaise karein

RiderSaathi install karne se lekar pehli ride tak: sign in, permissions, rules, Monitor mode aur Active mode configure karne ka step by step aasan driver guide.

1. Download aur Install

Sabse pehle hamari website se RiderSaathi APK download karein aur install karein. Agar Play Protect warning aaye to 'More details' par tap karke 'Install anyway' karein.

2. Mobile Number se Login

RiderSaathi kholo aur apna active mobile number darj karo. Pehli 10 rides bilkul free milengi.

3. Zaroori Permissions dein

Accessibility Service on karein taaki app booking card padh sake, aur 'Display over other apps' on karein floating controller ke liye.

4. Apne Rules Tay Karein

Booking type, Trip distance, Pickup limit aur Fare range set karein.

5. Pehle Monitor mode, phir Active

Pehli ek shift Monitor mode me chala kar dekhein ki app kya faisla le raha hai. Sab theek lage to Active mode on kar dein.

Pehle 10 rides bilkul free hain! Ye settings apne phone par try karne ke liye abhi app download karein aur live rides me test karein.
Download APK (Free)Back to all guides
🎉 पहली 10 राइड्स फ्रीRiderSaathi v5.28.1
APK डाउनलोड (23.3 MB)